| Aapko pata hai ki maine aapko aapke janam din par kyun nahi wish kiya? Kyunki mein saare zamane ki khushiyan aapke liye laane gaya tha, Isiliye mujhe ummid hai ki aap mujhse naaraz nahi hoge ki maine aapko aapke janam din par wish nahi kiya. Belated Happy Birthday. |
| Kehte hain ki insaan sirf un do logon ko hamesha yaad rakhta hai jo sabse pehle ya sabse baad mein hame badhai deta hai. Mein aapke janam din par aapko sabse pehle wish nahi kar saka, isiliye maine socha ki aapko sabse last mein wish karun, Belated Happy Birthday. |
| Mujhe behad afsos hai ki is saal aapko maine janam din mein wish nahi kiya. Lekin ye vaada hai mera, ki aapke agle janam din par sabse pehlem hum aapko wish karenge. Belated Happy Birthday. |
| Aapne apne janm din mein koi na koi khaas dua zaroor maangi hogi. Hum prarthna karte hain ki aapki dua jald se jald kabool ho, aur aap hamesha muskurate raho. Belated Happy Birthday. |
|