Sooraj aapse roshni maage,
Phool aapse khushbu maange,
Aap to samandar hain khoobsurati ka,
Hamari to khwahish hai har koi aapse ek jhalak paana chahe. Happy Birthday |
Janam din tumhara ho,
SMS hamara ho,
Duniya jise hamesha yaad rakhe,
Aisa pyar hamara ho. Happy Birthday
|
Chaand se khoobsurat chehra hai tumhara,
Har phool ko dekhkar khayaal aata hai tumhara,
janam din jab ho tumhara,
To kaise na aaye SMS hamara. Janam Din Ki Hardikh Shubhkamnayein. |
Janam din aaj tumhara aaya,
Rab ne bhi jashn manaya,
Bolo kya uphar dun use,
Jisne saari duinya ko apna deewana banaya. Happy Birthday |
Tum zindagi mein aaye bahar bankar,
Tum rehna saath har pal mere, dil ki dhadkan bankar,
Denge saath tera har kisi se badhkar,
Aur pyar karenge tujhe har kisi se badhkar. Happy Birthday |
Aaj ek khas kaam kiya humne,
Janam din par tumko sabse pehle wish kiya humne,
Maago to chand taare bhi rakh dein kadmon mein tumhare,
Khuda se tumhare liye unhe khareed liya humne. Happy Birthday |
Aasman mein sitare laakhon hain,
Aur chand sirf ek hai,
Waise hi kehne ko to hamare yaar dost bahut hain,
Par un sab mein aap dil ke sabse kareeb hain. Happy Birthday |
Aakhon mein jaise kaazal pyara lagta hai,
Aasman mein jaise chand pyara lagta hai,
Usi tarah hame ye sms padhne waala sabse pyara lagta hai. Happy Birthday |
| Aaj ka din aapke liye nahi balki hamare liye sabse khaas hai, kyunki aaj ke din hame upar waale ne beshkeemti tohfa aapke roop mein diya tha.Janam din ki dheron shubhkamnayein. Happy Birthday |
Aapke janam din par ek khas uphar aap hame do,
Rahoge saath hamare sada ye vaada hame do,
Hum to chahenge aapko aakhiri saans tak,
aap bhi chahoge hame isi tarah ye vaada kar do. Happy Birthday |
|