Badalti Hai Duniya Badalti Hai Fashion,
Janam din ke din lene ka nahi tension Janam Din Mubarak Ho |
Janam din par tumhe, bolo kya pesh karun,
Taj Mahal pesh karun ya chand tare pesh karun,
Lakho hoti hain khwahish insaan ki,
Tum kaho kaun si khwahish aaj poori karun? janam din Mubarak Ho |
Aaj ka din tumhara din hai,
Saari chinta aur pareshani bhoolkar is khaas din ko aur bhi khas bana lo. Janam Din Mubarak Ho |
| Sabse pehle aapko janam din ki haardik shubh kaamnayein. Hum ishwar se yahi prarthna karte hain ki aapke jeevan mein ek nayi urja aur ek nayi umang ka sanchar ho. Aap jo bhi karya karein usmein safalta aapke kadam choome. Janam Din Mubarak ho |
| Aapko hamari taraf se janam din ki dheron shubhkamnayein. Aapke janam din par hamari yahi dua hai ki aapki zindagi mein kabhi koi dukh na aaye, aur kaamyabi ke saare raaste aapke liye khul jaayein. Janam din ki dheron shubhkamnayein. |
| My dear and best friend, aapko hamari or se aapke janam din ki dheron shubhkamna. Happy Birthday. |
| Aapke janam din par hum aapko dheron shubhkamna dete hain, saath hi ishwar se yahi prarthana karte hain ki aapke saare sapne jald se jald poore hon, aur aap khoob naam kamayein. janam din ki dheron shubhkamnayein. |
| Mere pyare pyare dost ko janam din ki dheron badhai. Hum ishwar se yahi kaamna karte hain ki is saal tumhare saare sapne sach ho jaayein. Hamesha achhe kaam karna, aur khoob naam kamana, yahi hamari shubhkamna hai. Happy Birthday. |
| Congratulations for your birthday, may you live a thousand years. Happy Birthday |
| Hamari taraf se janam din ki bahut saari badhaiyaan. Happy Birthday. |
|