| Duniya rahe na rahe, hamari dosti zaroor rahegi. |
| Hum dosti kuch aisi nibhayenge, ki log hamari dosti ki daastan gaayenge. |
Hamara dosti nibhane ka andaaz kuch aisa hai,
Ki kya batayen ab haal kaisa hai,
kaun kehta hai ki Chand aap jaisa hai,
Sach to ye hai ki Chand mere yaar jaisa hai. |
Hamari dosti kisi saaye ki tarah nahi jo andhere mein tumhara saath chhod dein,
Hamari dosti to beete hue samay ki tarah hai, chahkar bhi na bhula paoge. |
| Yaari hai imaan mera yaar meri zindagi. |
| Yaari hai imaan mera yaar meri zindagi. |
| Jab tak mein zinda hun tujhe koi haath bhi nahi laga sakta. |
| Dost dost hota hai , Dost khuda se bhi badhkar hota hai
Iska ehsaas tab hota hai, Jab ek dost juda hota hai. |
| Tere jaisa yaar kahan, kahan aisa yaarana, yaad karegi duniya tera mera afsaana. |
|