| Aap pas raho ya door raho par yaad aapki aati hai,
Saans waha lete ho, aur badboo yahan tak aati hai. |
Yaad mein aapki pal pal gujaarte hain,
Yaad mein aapki pal pal gujaarte hain,
Are zaalim ab to udhaar ke paise lauta de,
Mere ghar waale tujhe haraam khor kehkar pukarte hain. |
Yaad aayi aapki to dil ne kaha,
Yaad aayi aapki to dil ne kaha,
Kaash tumhe itna sar pe na chadaya hota to aaj hum bhi chain se jeete.
|
Jab jab hum baarish mein bheege, yaad tumhari aayi.
Jan jab hun dhoop mein jale yaad tumhari aayi,
Are kameene ab to meri chhata lauta de,
Dekh phir se barshaat aayi.
|
Dil ghabraata hai mera ye sochkar
.
.
.
.
.
.
Ki aap bartan dhone waale saabun se nahate kaise ho ;-) |
Aakhon mein kaajal lagaya humne....zara gaur farmaiye..
Aakhon mein kaajal lagaya humne......
Dard tha pet mein aur jhandu baam lagaya humne. |
Sheela ke jhatke aur Munni ke thumko mein wo baat kahan,
.
.
zara gaur farmaiye..
Sheela ke jhatke aur Munni ke thumko mein wo baat kahan,
Ek baar mein jo har dard mita de, bolo aisa baam hai kahan. |
Jis toothpaste mein namak ho use colgate kehte hain,
aur agar sharee mein Iodine ki kami ho to use ghenga rog kehte hain. |
Dil ka khayaal na rakho to heart attack aa jaata hai,
zara fir se padhiye...
Dil ka khayaal na rakho to heart attack aa jaata hai,
aur aajkal apne laadle ka khayal na rakho to ma da ladla bigad jaata hai. |
Chat par baitha kavva kaayein kaayein karta hai,
Har ladki ka chehra maasumiyat bayan karta hai,
Ghaav ho to detol lagana chahiye,
Isse ghaav jaldi bhara karta hai... |
|