| Sabse pyari subah tab hoti hai jab aap apni aankhein kholte hain, aur aapka dil kehta hai. soja yaar abhi to sone ke liye aur bhi zyaada time hai. Good Morning. |
| Aaj ki subah aapke jeevan mein dher saari khushiyan laaye, aapke chehre se muskaan kabhi bhi na jaaye. Aapka naam safalta ki unchaiyon mein ho, yahi
hamari shubhkaamna hai. Good Morning. |
| Aaj ki nayi subah aapke jeevan mein nayi uurja nayi taazgi aur nayi mithas laaye. Dukh aur chinta to hamesha lagi rehti hain, unhe bhoolkar khulkar jeena chahiye. Have A Great Day. |
| Hamare jeevan ka har din khaas hota hai, aur iska har lamha hame ishwar ka uphaar hai. Hame ishwar ke is uphar ka poora faayda uthana chahiye. Good Morning.
|
| Imandari, apnapan, aur dher saare pyar se bhara hamara ye message kabool karein. Aapka din shubh ho. |
| Har naya din nayi ummidein aur naya utsaah lekar aata hai, chahe kaisi bhi mushkil ghadi ho hame kabhi bhi apne iradon ko kamzor nahi hone dena chahiye. Hamesha yaad rakhna, jo apne iradon ke pakke hote hain wo zindagi mein khoob naam kamate hain. Good Morning. |
| Bhagwan ne hame sunne ke liye 2 kaan diye, dekhne ke liye do aankhein dee aur kaam karne ke liye do haath. Lekin usne hame sirf ek hi dimag diya, aur jab mein tumhare saath hota hun to mujhe ehsaas hota hai ki ek dimag se kaam nahi chakl sakta. Good Morning. |
|