Yatra yatra raghunatha kirtanam;
Tatra tatra kritha masthakanjalim;
Bhaspavaari paripurna lochanam;
Maarutim namata raakshasanthakam |
Manojavam Maarutatulyavegam,
Jitendriyam buddhimataamVaristham,
Vaataatmajam Vaanarayoothmukhyam,
Sriramdootam saranam Prapadhye |
Jai Hanuman Gyan Gun Sagar,
Jai Kapeesh Tihu Lok Ujagar,
Ram Doot Atulit Bal Dhama,
Anjani Putra Pawan Sut Nama |
Prem Pratitahi Kapi Bhaje,
Sada Dhare Ur Dhyan,
Tehi Ke Karaj Sakal Shubh,
Sidha Kare Hanuman |
Pawan tanay sankat haran mangal murti roop,
RAM, Lakhan, Sita sahit hridaya basahu sur bhup.. |
Pawan putra jinka naam hai,
Ram jinke prabhu hai,
Jinke liye parvat uthana kisi phool ko uthane saman hai,
Un Mahaveer Hanuman ko mera pranaam hai. |
Aaya janam divas Ram bhakt hunumaan ka, Jisne bhasm ki lanka, aaya din us Hanuman ka, Aao sab mil poojein unhe. |
Sone ki lanka ko dhwast kiya jisne,
Ram ke kshton ko door kiya jisne,
Aao sab karein aradhna us pratapi Hanuman ki,
Har kisi ka dukh door kiya jisne. |
Ram na milenge Hanuman ke bina,
Jeevan ki naiya paar na lagegi Hanuman ke bina,
Dhyaan lagao khushiyan manao,
Khushiyan na milengi Hanuman ke bina. |
Man ko shanti milti hai Hanuman ke naam se,
Saare kasht mit jaate hain Hanuman ke naam se,
Dhyaan karo Ram bhakt Hanuman ka,
Dukhon ke bandhan toot jaate hain Hanuman ke naam se. |
|