Samandar ko pal bhar mein paar kiya jisne,
Ravan putra Angad ka sanhar kiya jisne,
Karo aradhna us pratapi Hanuman ki,
Sone ki lanka ko pal bhar mein mitti mein mila diya jisne. |
Asambhav ko sambhav kiya Hanuman ne,
Ram ke kaaj poore karne ko avtar liya Hanuman ne,
Apne prabhu Ram ke dukhon ko,
Pal bhar mein door kiya hanuman ne. |
Aasman mein taare hain jitne,
Utni khushiyan aapko mil jaayein,
Aaj ke din yahi dua karenge hum aapke liye,
Hanuman ki daya ap par ho jaaye. |
|