Laakhon kurbaniyon ke baad ye din aaya hai,
Dekho kitne shaan se tiranga lehraaya hai,
Aao karein un saheedon ko naman,
Jinke balidaan se bharat aazaad ho paaya hai. |
Tirange mein jo baat hai wo aur kahan,
Apne desh ki mitti mein jo khushbu hai wo aur kahan,
Aaya hai din aazadi ka aao mana le saath mein ise,
Jo baat aaj ke din mein hai, wo aur din kahan.
|
| Aao manayein jashn aazadi ka kyunki aaya hai din tiranga lehrane ka. |
Tirange ko dekh dil mera yahi gaata hai,
Fale foole desh mera yahi sapna har bhartiya dekhna chahta hai. |
!!!==--..__..-=-._;
!!!==--..@..-=-._;
!!!==--..__..-=-._;
!!
!!
!!
HAPPY INDEPENDENCE DAY...
|
Aazadi ke hero ko yaad karne ka din aaya,
Laakhon kurbaniyon ke baad humne aazadi ko paaya,
Aao karein yaad un shaheed ko,
Jinhone apna jeevan hamare liye gavaya. |
|