| Haathi ghoda paalki, Jai Kanhaiya Laal Ki. |
|
Maakhan ki mithas aur phoolon ka haar,
Mubarak ho aapko Janmashtami ka tyohar. |
| Raadha ka bhi shyaam hai, meera ka bhi shyaam hai,
Man mein jo dekho jhank kar, har dil mein shyaam hai. |
Yashomati maiya ka nand laala,
Saare sansar ka hai pyara,
Gau maata ka rakhwaala,
Hum sabka kanhaiya pyaara. |
Haathon mein hai murli jinke,
Sar mein more pankh virajman hai,
Mubarak ho aapko ye madhur din,
Aaj to janmashtami ka tyohar hai. |
Mere to girdhar gopal, doosaron na koi,
Jaake sar more mukut saaje, mero prabhu soi. |
|