Ram jinka naam hai,
Ayodhya jinka vaas hai,
Un prabhu Ram ko mera pranaam hai. |
| Ramnavami ke din Sri Ram ne ayodhya mein avtar liya tha aur buraiyon ka naash kiya tha.. Is din ko safal banaye, apne andar ke Ravan ko mitayen. |
| Prabhu Ram ke jeevan ka anusaran karein aur jeevan mein aage badhein, Jai Sri Ram. |
| Do akshar ka pyara naam, bolo Ram Ram Ram Ram... |
| Aapke jeevan mein sukh aur shanti bhar jaaye, dukh ke saare baadal pal bhar mein mit jaayein. Prabhu Ram se bas yahi kaamna hai. |
|